song lyrics / Neeraj Shridhar / Tum Hi Ho Bandhu lyrics  | FRen Français

Tum Hi Ho Bandhu lyrics

Performers Neeraj ShridharAshish PanditIrshad KamilKavita Seth

Tum Hi Ho Bandhu song lyrics by Neeraj Shridhar official

Tum Hi Ho Bandhu is a song in Hindi

Yaara Tere Sadke
Ishq Sikha Main Toh Aayi Jag Taj Ke
Ishq Sikha Main Toh Yaara Tere Sadke
Ishq Sikha Main Toh Aayi Jag Taj Ke
Ishq Sikha Jab Yaar Kare Parwah Meri
Mujhe Kya Parwah Iss Duniya Ki
Jag Mujhpe Lagaaye Pabandi
Main Hoon Hi Nahi Iss Duniya Ki
Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi
Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi

Everytime Every Minute Of The Day
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi

Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi

Dil Ki Takhti Par Hoon Likhti
Ishqan Ishqan
Jag Kya Jaane Dil Ko Mere
Ishqan Kiska
Dil Ki Takhti Par Hoon Likhti
Ishqan Ishqan
Jag Kya Jaane Dil Ko Mere
Ishqan Kiska
Rabb Yaar Gale Le Saar Meri
Mujhe Kya Parwah Iss Duniya Ki
Tu Jeet Meri Jag Haar Meri
Main Hoon Hi Nahi Iss Duniya Ki
Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi
Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi
Everytime Every Minute Of The Day
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi

Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi

Bann Ke Chaahat Nazron Se Khat Likhna Likhna
Tu Hai Jaisa Mujhko Waisa Dikhna Dikhna
Bann Ke Chaahat Nazron Se Khat Likhna Likhna
Tu Hai Jaisa Mujhko Waisa Dikhna Dikhna
Besabak Sarooron Ka Saaki
Mujhe Kya Parwaah Iss Duniya Ki
Tu Paas Mere Jag Paas Mere
Main Hoon Hi Nahi Iss Duniya Ki
Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi
Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi
Everytime Every Minute Of The Day
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi

Tumhi Din Chadhe
Tumhi Din Dhale
Tumhi Ho Bandhu
Sakha Tumhi
Lyrics copyright : legal lyrics licensed by Lyricfind.
No unauthorized reproduction of lyric.
Writers: KAMIL IRSHAD, Pritam
Copyright: Royalty Network

Comments for Tum Hi Ho Bandhu lyrics

Name/Nickname
Comment
Copyright © 2004-2024 NET VADOR - All rights reserved. www.paroles-musique.com/eng/
Member login

Log in or create an account...

Forgot your password ?
OR
REGISTER
Select in the following order :
1| symbol to the right of the suitcase
2| symbol to the right of magnifying glass
3| symbol at the bottom of the cross
grid grid grid
grid grid grid
grid grid grid