song lyrics / Dakait / Viraasat lyrics  | FRen Français

Viraasat lyrics

Performers DakaitSez on the Beat

Viraasat song lyrics by Dakait official

Viraasat is a song in Hindi

Na mila kuch humko viraasat mein
Jo silsiley the wo khilaafat mein
Likh ke deta mai likhawat mein
Chhodenge duniya hum deke viraasatein
Likhta mai sachi kahawatein
Banawati jeena na chahat mein
Shukriya Bhole na diya viraasat mein
Tabhi toh jeewan ki samjha hu laagat mai

Na mila kuch humko viraasat mein
Jo silsiley the wo khilaafat mein
Likh ke deta mai likhawat mein
Chhodenge duniya hum deke viraasatein
Likhta mai sachi kahawatein
Banawati jeena na chahat mein
Shukriya Bhole na diya viraasat mein
Tabhi toh jeewan ki samjha hu laagat mai


Verse 1 : Dakait

Sapne bhi toote
Apne bhi roothe
Bhai mere sadmo se ratno mein, ajoobe
Guzarte wheelie pe duniya ye ghoorey
Bhailog the aage aur peechay policay
Jurm wo bolein jo karte hum cheezein
Humey karna tha naam desh ka wo bhi khushi se
Duniya toh jalti, jo seekhe khud seekhe
Maza aane laga is khudkhushi mein
Fuck the sarkaar hume samjhe na sab ye
Bichu gang bole hummey khaakhi ke bandey
Stunting tha sport hume chahiye thi jageh
Krantikaarti ,sadkon pe langhi hadein
Sadkon ne diya bas pyaar
Sadkon pe ladke the, hogye wo sath
Raping shit, Graffiti, Dance, love for art
Sapno pe sawaar, reppin UK hip hop
Khulley aam hotey yha khoon hai
Kaatil ko chhod, hume kaid saaley karte fir kyun hain
Afsaron ke lagta ab toh na muh mein
Afsaana likhta chalun aarzoo mein
Jine lagta na mera tha ab saley puchein
Rasta tha mushkil, bhai hasta na kyun mai?
Likhta jo akshar wo Kailash hi choomein
Evo for life baby failadun Mvmnt


Hook : Dakait

Na mila kuch humko viraasat mein
Jo silsiley the wo khilaafat mein
Likh ke deta mai likhawat mein
Chhodenge duniya hum deke viraasatein
Likhta mai sachi kahawatein
Banawati jeena na chahat mein
Shukriya Bhole na diya viraasat mein
Tabhi toh jeewan ki samjha hu laagat mai

Na mila kuch humko viraasat mein
Jo silsiley the wo khilaafat mein
Likh ke deta mai likhawat mein
Chhodenge duniya hum deke viraasatein
Likhta mai sachi kahawatein
Banawati jeena na chahat mein
Shukriya Bhole na diya viraasat mein
Tabhi toh jeewan ki samjha hu laagat mai


Verse 2 : Dakait

Sez on the beat!
MVMNT
E V O boys
Chak meri team
Check meri scheme, OG cream or Afeem
Scene leta cheen, beeta neeel, tera Deen
Ye Rappers nagin nache been baje feel mein
Dhin tana dhin, Doon ka yakeen main
Khwaishe puri, mai Jin,
Rabinhood don mai dukhi ka deen
Ay
Team karey break meri, world records
326 circle kar record
Tootne se pehle, mai Loot karne LA
Hume tha pata, karliya track record
Boi hume bol aake antaryaami
Mere mantra sunke yahape fatt te gyaani
Hip hop hai proper, Big Rock mein
Big trofies, Big parties, hum karte kya ni?
Auron ko lagta asaan hi
Par hoton se naam apna unse hat ta ni
Dost mere moti asaami
Fir bhi hai do roti khaani
Meri kahaani
Mujh jaise kitne kala ke pujaari
Jo sapno ke pechay luta gaye jawaani
Karta un sab ke liye mai sada hi
Bhale hi jag mujhe dede saza bhi


Hook : Dakait

Na mila kuch humko viraasat mein
Jo silsiley the wo khilaafat mein
Likh ke deta mai likhawat mein
Chhodenge duniya hum deke viraasatein
Likhta mai sachi kahawatein
Banawati jeena na chahat mein
Shukriya Bhole na diya viraasat mein
Tabhi toh jeewan ki samjha hu laagat mai

Na mila kuch humko viraasat mein
Jo silsiley the wo khilaafat mein
Likh ke deta mai likhawat mein
Chhodenge duniya hum deke viraasatein
Likhta mai sachi kahawatein
Banawati jeena na chahat mein
Shukriya Bhole na diya viraasat mein
Tabhi toh jeewan ki samjha hu laagat mai
Lyrics copyright : legal lyrics licensed by Lyricfind.
No unauthorized reproduction of lyric.

Comments for Viraasat lyrics

Name/Nickname
Comment
Copyright © 2004-2024 NET VADOR - All rights reserved. www.paroles-musique.com/eng/
Member login

Log in or create an account...

Forgot your password ?
OR
REGISTER
Select in the following order :
1| symbol to the right of the thumbs up
2| symbol at the top of the trash
3| symbol at the bottom of magnifying glass
grid grid grid
grid grid grid
grid grid grid