song lyrics / Baajewala / Kya Karu lyrics  | FRen Français

Kya Karu lyrics

Performer Baajewala

Kya Karu song lyrics by Baajewala official

Kya Karu is a song in English

Subah ke 5 baj rahe hai,
Aakhein bhi thak gayi hai,
Sar bhi ghoom raha hai.
Par jab bhi sone jaata hoon
toh Dimaag ghoomta hai.

Chakkar pe chakkar,
Chakkar pe chakkar,
Sawaalon pe sawaal,
Khayaalon pe khayaal,
Kuch samajh nahi aata kya karu...

Jazbaat mere sanki,
Karu baatein mann ki,
Kabhi kahun dil,
Kabhi karu baatein tann ki.
Jazbaat mere sanki,
Karu baatein mann ki,
Kabhi kahun dil,
Kabhi karu baatein tann ki.

Sar mera dard kare har din subah shaam,
Har raat, har roz, har neend, har jaam.

Meri aakhein na jaane kya khoj rahi hai,
Meri baatein na jaane kya bol rahi hai.

Kya karu kya karu kya karu
kya karu kya karu kya karu? (Bataa!)

Thoda sa aur jee lun ya
thoda aur mar lu?
Chhota sa aashiyan ya
Gaadi bangla ghar lu?
Pehle karu yeh ya
pehle woh kar lu?
Kisi ka ilzaam kisi ke sar du.

Maanu khushnaseeb unhe jo soch na sake,
Khwaabon ka zor kaafi bhaari hai.
Khazaane ka toh pata nahi,
Par khoj fir bhi jaari hai.

Jazbaat mere sanki,
Karu baatein mann ki,
Kabhi kahun dil,
Kabhi karu baatein tann ki.
Jazbaat mere sanki,
Karu baatein mann ki,
Kabhi kahun dil,
Kabhi karu baatein tann ki.

Sar mera dard kare har din subah shaam,
Har raat, har roz, har neend, har jaam.

Meri aakhein na jaane kya khoj rahi hai,
Meri baatein na jaane kya bol rahi hai.

Kya karu kya karu kya karu
kya karu kya karu kya karu? (Bataa!)
Lyrics copyright : legal lyrics licensed by Lyricfind.
No unauthorized reproduction of lyric.
Writer: Yash Bhawsar
Copyright: O/B/O DistroKid

Comments for Kya Karu lyrics

Name/Nickname
Comment
Copyright © 2004-2024 NET VADOR - All rights reserved. www.paroles-musique.com/eng/
Member login

Log in or create an account...

Forgot your password ?
OR
REGISTER
Select in the following order :
1| symbol to the left of the envelope
2| symbol to the left of the helmet
3| symbol at the top of the television
grid grid grid
grid grid grid
grid grid grid