paroles de chanson / Sunny-K parole / Zakhmi Qalam lyrics  | ENin English

Paroles de Zakhmi Qalam

Interprète Sunny-K

Paroles de la chanson Zakhmi Qalam par Sunny-K lyrics officiel

Zakhmi Qalam est une chanson en Hindi

(Verse 1)

Gino Kitne Boonde Samandar mein
Paani Ke hain
Idhar Utne Panne Zindagi Ke Kahani Ke Hain
Khushi aur laher jidhar
Gamo Ka Ufaan
Nahi Aasaan Zindagi Ye Tufaan

Baarish bahot Zor Ki Sab Doob Raha idhar
Kaise Bataun Din Kya Khub Raha idhar
Toofan Sameyt Legayi Sang Apne Jo Bhi Mila
Gaali Deker Bhi main tha Chup Raha idhar
Khud Se Jung roz Aasaan Nahi Kaam
Khudko jab Hona Pata Khud Ka Anjaam
Mera haal aaj Anjaane Ajab Se
Aag Lagi Ho Jaise Baraf Pe
Sab kuch Khel Hai Karam Ka Jo Kamaya Wo Khana
Safar Gumnaam Bas Chale Jana
Dil Se Main Rehmdil Par Jism se Berehm
Sota main Roz Par hoon Neend Se Baichan


(Hook)

Nache Dil Fareb jab Kore Kagaz Pe
Kare Bayan Halat Ye
Khooni Siyahi Ke Hoke Sang
Keh raha Kahani kya ye Zakhmi Kalam
Nache Dil Fareb jab Kore Kagaz Pe
Kare Bayan Halat Ye
Khooni Siyahi Ke Hoke Sang
Keh raha Kahani mera Zakhmi Kalam

(Verse 2)
Toh
Main Jo Hu Nai Wo Dikhana Mujhe Kyu
Pital Ko Sona Hai Batana Mujhe Kyu
Jo Bhi Hoon Mujhe Wahi Hai Rehna
To phir Daaru Main Doodh Hai milana Mujhe Kyun
Berehm Duniya Ke Niyam Saheban
Idhar Zeher Bhi Pina Hai Jeena Sina Taan
Kya Insaan Aur Jaanwar Main Farak Jab
Bik rahe Jaan Sabke Kaodiyon Ke Daam main
Lekar Na Kuch Aaya Na Leker Jana
Aaj Hai Zindagi Kal Dhool Mein Mil Jana
Pata Chalega Bas Kya Kiya Haasil Maine
Mere Janaze Pe Tha kitno ka aana
Khair Dukho Ki Baarish Mein Main Roz Bheegun
Tum khushiyon Ki Baarish Mein Mast Raho Sanam
Karna Sawal Mujhe Maalik Se Akhir mere
Zakham Pe Namak Hai Ya Namak Mein Zakham

(Hook)

Nache Dil Fareb jab Kore Kagaz Pe
Kare Bayan Halat Ye
Khooni Siyahi Ke Hoke Sang
Keh raha Kahani kya ye Zakhmi Kalam
Nache Dil Fareb jab Kore Kagaz Pe
Kare Bayan Halat Ye
Khooni Siyahi Ke Hoke Sang
Keh raha Kahani mera Zakhmi Kalam
Droits parole : paroles officielles sous licence Lyricfind respectant le droit d'auteur.
Reproduction des paroles interdite sans autorisation.

Commentaires sur les paroles de Zakhmi Qalam

Nom/Pseudo
Commentaire
Copyright © 2004-2024 NET VADOR - Tous droits réservés. www.paroles-musique.com
Connexion membre

Se connecter ou créer un compte...

Mot de passe oublié ?
OU
CREER COMPTE
Sélectionnez dans l'ordre suivant :
1| symbole à droite du pouce en l'air
2| symbole en haut de la valise
3| symbole à gauche du cadenas
grid grid grid
grid grid grid
grid grid grid