song lyrics / Nilesh Swami / Shiv Shiv Shambhoo lyrics  | FRen Français

Shiv Shiv Shambhoo lyrics

Performer Nilesh Swami

Shiv Shiv Shambhoo song lyrics by Nilesh Swami official

Shiv Shiv Shambhoo is a song in Hindi

Om Namo Bhagwate Rudraay
Om Namo Bhagwate Rudraay

Bhasm mujhko yeh sikhaye
Jeevan hai nashwar
Rudraksh batlaaye
Aatma sada amar
Bhasm mujhko yeh sikhaye
Jeevan hai nashwar
Rudraksh batlaaye
Aatma sada amar

Adiyogi Bhole tu hi kehlayee
Sar se Ganga Bhole dharti pe tu laaye
O Shambhoo, O Shambhoo, O Shambhoo, mere Shambhoo
Shiv Shiv Shiv Shiv Shambhoo
Tere naam se hi mein sab hoon
Shiv Shiv Shiv Shiv Shambhoo
Tere naam se hi mein sab hoon

Ohhh oh oh oh oh oh oh oh

Mast magan tum dhyan mein rehte
Vairaagya ka Jeevan jeete ho tum
Mast magan tum dhyan mein rehte
Vairaagya ka Jeevan jeete ho tum
Khule hain teesri aankh jab teri
Ho jate hain sare dusht bhasam

Mahima teri Bhole samajh na payein
Sabki saansen Bhole tu hi hai chalaye
O Shambhoo, O Shambhoo, O Shambhoo, mere Shambhoo
Shiv Shiv Shiv Shiv Shambhoo
Tere naam se hi mein sab hoon
Shiv Shiv Shiv Shiv Shambhoo
Tere naam se hi mein sab hoon

Samay se bhi jo pare hain
Kaalon ke bhi Kaal hai woh
Jinki sharan mein ate sab hain
Fir chahe Asur ya Dev ho
Samay se bhi jo pare hain
Kaalon ke bhi Kaal hai woh
Jinki sharan mein ate sab hain
Fir chahe Asur ya Dev ho

Chahe Bhola kaho ya fir Shambhoo
Sabse Upar Naathon ke Naath hai wo
O Shambhoo, O Shambhoo, O Shambhoo, mere Shambhoo
Shiv Shiv Shiv Shiv Shambhoo
Tere naam se hi mein sab hoon
Shiv Shiv Shiv Shiv Shambhoo
Tere naam se hi mein sab hoon"
Lyrics copyright : legal lyrics licensed by Lyricfind.
No unauthorized reproduction of lyric.
Writer: Nilesh Swami
Copyright: Ambala Productions

Comments for Shiv Shiv Shambhoo lyrics

Name/Nickname
Comment
Copyright © 2004-2024 NET VADOR - All rights reserved. www.paroles-musique.com/eng/
Member login

Log in or create an account...

Forgot your password ?
OR
REGISTER
Select in the following order :
1| symbol to the left of the target
2| symbol to the right of the clock
3| symbol to the right of the padlock
grid grid grid
grid grid grid
grid grid grid