paroles de chanson / Nazz parole / HAQEEKAT lyrics  | ENin English

Paroles de HAQEEKAT

Interprète Nazz

Paroles de la chanson HAQEEKAT par Nazz lyrics officiel

HAQEEKAT est une chanson en Hindi

Mai chala hu raaste pe teri dil lagi ke sare khawab leke
Akela musafir thaira mai tere gali ke bich chaurahe pe
Tu mujhko raahein de mai bhatka jo tere saaye se
Jane ye chaand sitaarein kyu teri krte mujhe sifarishein
Khilaf hoke meri adatone gunehgar kiya teri chahatone
Kore kaagazope gire ashk toh khat poora hogaya
Udaas hoke teri yaadome lete rehta mai kali raatome
Teri Kaantosi gehri baatone dil pe waar kardiya
Kaise ye din dhale kaisi ye subha hui hai
Kaise ye faasle aisi kya khata hui h
Kaisi ye manjeele kaise hai ye raaste
Kaisi ye zanjeere aisi kya saza
Ke tu sapnome ake mere Kehde mujhe Kya mai karu Dil bhi meri maanta nahi
Ke tu aarzu jagake meri adatein kharab kare fir bhi kyu mein jaanta nahi

Ke tu sapnome hai Tu sapnome hai
Par hakikat mein kyu nahi meri
Ke tu sapnome hai tu sapnome hai
Par hakikat mein kyu nahi meri

Mai dhundu tujhe aaj kal
Kya hai dil me tere mujhse baat kar
Ya tu haa toh kar ya fir naa toh kar
Par na choda kar mujhe aise haal par
Mai kya jis din tu meri hojaye toh poore sheher mein khila mithai du mai
Dil ne boyi umeed ki beej jo pyaar se bunde Sinchai tune
Khali kitaab si zindagi lage or dhundti meri siyahi tujhe
Ya toh tu khudko mila de mujhse ya khudse dede rihaayi mujhe
Aankein ye roti hai raat mein mere dimaag se teri wo yaadein nahi jati
Leta hu niwala hath mein mujhe par biti hui teri bate hi khati
Gehra ye dariya ishq ka pr hume dubane ko teri ankhein hi kaafi
Tu na rahi in hawao mein toh mujhe chain se bhi ab Saansein nahi aati
Gujarisho mein hai tu sifarisho mein hai
Fir kyu ashiqui ye kaamil nahi
Ke tu khwaisho mein hai meri manzilo mein hai
Fir kyu raasto mein shamil nahi

Ke tu sapnome hai Tu sapnome hai
Par hakikat mein kyu nahi meri
Ke tu sapnome hai tu sapnome hai
Par hakikat mein kyu nahi meri
Droits parole : paroles officielles sous licence Lyricfind respectant le droit d'auteur.
Reproduction des paroles interdite sans autorisation.

Commentaires sur les paroles de HAQEEKAT

Nom/Pseudo
Commentaire
Copyright © 2004-2024 NET VADOR - Tous droits réservés. www.paroles-musique.com
Connexion membre

Se connecter ou créer un compte...

Mot de passe oublié ?
OU
CREER COMPTE
Sélectionnez dans l'ordre suivant :
1| symbole à droite de la valise
2| symbole en bas de la poubelle
3| symbole en haut de l'appareil photo
grid grid grid
grid grid grid
grid grid grid