paroles de chanson / HK parole / Kashmakash lyrics  | ENin English

Paroles de Kashmakash

Interprète HK

Paroles de la chanson Kashmakash par HK lyrics officiel

Kashmakash est une chanson en Anglais

Ajeeb si is kashmakash main dekho main bhe kash lagaoun
Na sath mery koi
Main phir bhe aub tak yahan houn
Gher mera kahan
Na Janta main wo pata
Main apny he zehan main dekho ho chuka houn laapata
Main thak geya houn soch soch soch ky ghalat sahi ka
Bhool main geya houn
Jeenay ka kea asal tareeka
Larka lamba main
Per dekho mera rang hai phika
Badtameez main na bolny ka mujh ko hai saleeka

Main door ker raha houn apny sary yaaroun ko
Main bhool he geya houn apny rishtydaroun ko
Main dhool main khara sochoun ky yehi hai naseeb
Na koi dushman mera main khudi ka houn raqeeb

Main paanch saal ka tha maa thi mery saath nahin
Main rota roz tha rahi aub wo wali baat nahi
Saha hai kafi kuch isi liye yahaan khara houn
Mara nahin data raha haalaatoun sy lara houn

Par aub to lagata jesy main bhe yoon merny laga houn
Churi hai hath main kioun nas ky peechy main para houn
Main janata houn sub ghalat hai per ghalat sahi kea
Main dekhta houn sheeshy main ye shakhs main nahin tha
Ye kala dil aur chehary pey ik muskaan si
Ye duniya maderchood bus itni dastaan thi
Ye kala dil aur chehary pey ik muskaan si
Ye duniya maderchood bus itni dastaan
Ye waqt ka taqaza uth raha mera janaaza hai
Umer meri bees lug raha ye din naya sa hai
Puraany dost yaad likh raha tha aaj jin ky baary
Darata tha jin logoun sy lug rahy mujhy wohi bechaary
Sheshy main jo shakhs tha bus dhuaann phenky jaa raha
Dil mera bychain hai iss dil ko kea sata raha
Gunaah sy main tu darata tha wahin py gher saja raha
Dewaarain bhe aub bolatin na tujh ko sun koi pa raha
Khudkushi haraam main khudkhusi sy jaaraha
Saansain meri chal rahin behosh main para raha
Hosh aya yaad aya main abhi mara nahin
Ay khuda tu sun raha hai ya tu sun raha nahin
Khoon hua safaid mera dil bhe hool ho chuka
Jis tarha main jee raha kea ye kafi saza nahin
Main qaid houn riha nahin main mar chuka mitta nahin kea jis tarha main jee raha kya ye kafi saza nahi
Kea ye kafi saza nahin
Kea ye kafi saza nahin
Jis tarha main jee raha kea ye kafi saza nahin
Kea ye kafi saza nahin
Kea ye kafi saza nahin
Jis tarha main jee raha kea ye kafi saza nahin
Droits parole : paroles officielles sous licence Lyricfind respectant le droit d'auteur.
Reproduction des paroles interdite sans autorisation.
Auteur: Hammad Kamran
Copyright: O/B/O DistroKid

Commentaires sur les paroles de Kashmakash

Nom/Pseudo
Commentaire
Copyright © 2004-2024 NET VADOR - Tous droits réservés. www.paroles-musique.com
Connexion membre

Se connecter ou créer un compte...

Mot de passe oublié ?
OU
CREER COMPTE
Sélectionnez dans l'ordre suivant :
1| symbole à droite de la cible
2| symbole à gauche du cadenas
3| symbole en haut de l'appareil photo
grid grid grid
grid grid grid
grid grid grid