song lyrics / Puneet Dixit & Esha Gaur / Lakeerein (Guddan Tumse Na Ho Payega) lyrics  | FRen Français

Lakeerein (Guddan Tumse Na Ho Payega) lyrics

Performers Puneet DixitEsha Gaur

Lakeerein (Guddan Tumse Na Ho Payega) song lyrics by Puneet Dixit & Esha Gaur official

Lakeerein (Guddan Tumse Na Ho Payega) is a song in Hindi

Mere haathon mein
Na teri lakeerein
Hain boht alag si
Apni takdeerein
Mera zameen pe chalna
Tera hawa sa udna
Haan namumkin hai
Tera mera milna
Ke dhoop se kabhi
Andhera judd nahi sakta
Yeh ishq mukammal apna
Ab ho nahi sakta
Dariya sa hai tu
Main hu sehra sa
Faasla na mitega
Jo hai faila sa
Jo khatam na hoga
Tu aisa safar hai
Main raat ka lamha
Tu dhoop sehar hai
Kaash ek dooje se
Hum milte hi nahi
Jab mil hi gaye the
Toh bichadte hi nahi
Kaash ek dooje se
Hum milte hi nahi
Jab mil hi gaye the
Toh bichadte hi nahi
Jo hona tha hua hai
Ab baaki kya bacha hai
Chhoota hai haath se sab
Kuch haasil na hua
Tera zameen pe chalna
Mera hawa sa udna
Haan namumkin hai
Tera mera milna
Meri kismat mein tu
Haan likha nahi hai
Sab jhooth hai dekho
Kuch bacha nahi hai
Ke dhoop se kabhi
Andhera judd nahi sakta
Yeh ishq mukammal apna
Ab ho nahi sakta
Mere haathon mein
Na teri lakeerein
Hain bahot alag si
Apni takdeerein
Tera zameen pe chalna
Mera hawa sa udna
Namumkin sa hai
Tera mera milna
Ke dhoop se kabhi
Andhera judd nahi sakta
Yeh ishq mukammal apna
Ab ho nahi sakta
Dariya sa hai tu
Main hu sehra sa
Faasla na mitega
Jo hai faila sa
Jo khatam na hoga
Tu aisa safar hai
Main raat ka lamha
Tu dhoop sehar hai
Postlude.....
Lyrics copyright : legal lyrics licensed by Lyricfind.
No unauthorized reproduction of lyric.

Comments for Lakeerein (Guddan Tumse Na Ho Payega) lyrics

Name/Nickname
Comment
Copyright © 2004-2024 NET VADOR - All rights reserved. www.paroles-musique.com/eng/
Member login

Log in or create an account...

Forgot your password ?
OR
REGISTER
Select in the following order :
1| symbol to the left of the bulb
2| symbol at the bottom of the thumbs up
3| symbol at the top of the padlock
grid grid grid
grid grid grid
grid grid grid